Skip to content
Gallery
Songs- EW Aug 2023
Share
Explore
List of Songs

Aaqa | Abida Parveen & Ali Sethi


Loading…


Hindi Lyrics


[tarz-isanaayimannami-daanam]

[aynoor-iqalbiaynoor-irooham]

[kaa‘ba-idil-haqibla-idil-ha]

इश्क़-ए-हक़ीक़ीख़ालिक़-ए-आलम

मौला!

मौला!

मौला!


जहाँ भी देखूँ तेरा निशान है

मेहराब-ए-दिल में तेरीआज़ान है

तूहीअहद है,तूही है वाहिद

तूही है मख़्फ़ी,तू ही जली है


यह सब तुम्हारा करम है,आक़ा[x2]

किबात अब तक बनी हुई है

यह सब तुम्हारा करम है,आक़ा

किबात अब तक बनी हुई है



किसी का एहसान क्यूँ उठाएँ

किसी को हालात क्यूँ बिताएँ

तुम्हीं से माँगेंगे तुम्हीं दोगे

तुम्हारे दर से हीलौ लगी है



यह सब तुम्हारा करमहै,आक़ा[x2]

किबातअब तक बनी हुई है

यह सब तुम्हारा करम है,आक़ा

किबातअब तक बनी हुई है


अल्लाहहू

अल्लाह,अल्लाहहू

[bothlinesx2]


ऐ,मेरे मालिक

ऐ,मेरे मालिक मेरे ख़ालिक़ मेरे हाजत-रवा

जब नहीं हो साथ कोई[x2]

जब नहीं हो साथ कोई बस तेरा है आसरा

[all stanza x2]


छाए कहीं जो गहरा अँधेरा

तेरीअता से आए सवेरा

तेरी ही ख़िलक़त चाँद तारे

तूने ही बख़्शी यह रौशनी है


यह सब तुम्हारा करम है,आक़ा[x2]

किबातअब तक बनी हुई है

यह सब तुम्हारा करम है,आक़ा

किबात अब तक बनी हुई है


मैं फ़क़ीरी में भी हूँ कितना क़लंदर देखो

देखने वाला ज़रा मेरा मुक़द्दर देखो

ख़ता हुई तो ख़ता को मेरी छुपाया है तुमने

करमअपना कर दिया अपना बनाया तुमने


किसी का एहसान क्यूँ,उठाएँ

किसी को हाला तक्यूँ,बिताएँ

तुम्हींसेमाँगेंगेतुम्हींदोगे

तुम्हारेदरसेहीलौलगीहै

यह सब तुम्हारा करम है,आक़ा[x2]

किबातअबतकबनीहुईहै

यह सब तुम्हारा करम है,आक़ा

किबातअब तक बनी हुई है


तूख़ुदा-ए-लम-यज़ल

तूहीहैरब-उल-आलमीन

तेरे सज्देमें झुकी दोनों जहा नोंकीजबीन

तूहीअव्वलतूहीआख़िर

तू अहद वाहिद भी तू

विरदतेरेनामोंकारहाहैकू-ब-कू


[with chorus in the background]


तूख़ुदा-ए-लम-यज़ल…

तूख़ुदा-ए-लम-यज़ल…

तूहीहैरब-उल-आलमीन…

तेरे सज्दे में झुकीहैं…

तेरेसज्दे में झुकी दोनों जहानों की जबीन…

तू हीअव्वल तूहीआख़िर…

तू अहद वाहिद भी तू…

विरद तेरे नामों का…

विरद तेरे,विरद तेरे नामोंका…

विरद तेरे नामों का…

ओह,रहाहैकू-ब-कू…

कू-ब-कू…

विरद तेरे नामों का…

मौला!



English Lyrics


Tarz-i sanaayi man nami-daanam, Ay noor-i qalbi ay noor-i rooham, Kaa‘ba-i dil-ha qibla-i dil-ha, Ishq-i haqeeqi khaaliq-i aalam, Maula maula maula Jahaan bhi dekho tera nishaan hai, Mahraab-i dil men teri azaan hai, Tu hi ahad hai, tu hi hai waahid, Tu hi hai makhfi, tu hi jali hai. Yeh sab tumhara karam hai aaqa Yeh sab tumhara karam hai aaqa, Ke baat ab tak bani hui hai, Yeh sab tumhara karam hai aaqa, Ke baat ab tak bani hui hai. Kisi ka ahsan kyoon uthayein, Kisi ko halaat kyoon bataein, Tum hi se maangen ge tum hi do ge, Tumhare dar se hi lau lagi hai, Yeh sab tumhara karam hai aaqa. Yeh sab tumhara karam hai aaqa. Ke baat ab tak bani hui hai, Ye sab tumhaara karam hai aaqa, Ke baat ab tak bani hui hai. ______Music______ Allaah hu, Allaah allaah hu, Allaah hu, Allaah allaah hu. Aye mere maalik Ay mere maalik mere khaaliq mere haajat-rawa, Jab naheen ho saath koyi Jab naheen ho saath koyi bas tera hai asra. Aye mere maalik mere khaaliq mere haajat-rawa, Jab naheen ho saath koyi bas tera hai aasara, Chhaaye kaheen jo gahra andhera, Teri ‘ata se aaye sawera, Teri hi khalqat chaand tare Tu ne hi bakhshi yih raushani hai. Yeh sab tumhaara karam hai aaqa Yeh sab tumhaara karam hai aaqa, Ke baat ab tak bani hui hai, Yeh sab tumhaara karam hai aaqa, Ke baat ab tak bani hui hai. Main faqeeri men bhi hoon kitna qalandar dekho, Dekhne waalo zara mera muqaddar dekho, Khata hui to khata ko meri chhupaaya hai tum ne, Karam apna kar diya apna banaaya tum ne, Kisi ka ahsaan kyoon uthaaen, Kisi ko haalaat kyoon bataaen, Tum hi se maangen ge tum hi do ge, Tumhare dar se hi lau lagi hai. Yeh sab tumhara karam hai aaqa, Yeh sab tumhara karam hai aaqa, Ke baat ab tak bani hui hai Yeh sab tumhara karam hai aaqa, Ke baat ab tak bani hui hai. _______Music______ Tu khuda-i lam yazil, Tu hi hai rabb ul-‘aalameen, Tere sajde men jhuki donon jahaanon ki jabeen Tu hi awwal tu hi aakhir, Tu ahad waahid bhi tu, Wird tere naamon ka ho raha hai ku-ba-ku, Tu hi hai rabb ul-‘aalameen Tu khuda-i lam yazil Tere sajde men jhuki donon jahaanon ki jabeen Tu hi awwal tu hi aakhir, Tu ahad waahid bhi tu, Wird tere naamon ka ho raha hai ku-ba-ku, Tu hi hai rabb ul-‘aalameen, Tere sajde men jhuki donon jahaanon ki jabeen Tu hi awwal tu hi aakhir, Tu ahad waahid bhi tu, Wird tere naamon ka ho raha hai ku-ba-ku, Tu hi hai rabb ul-‘aalameen Tu khuda-i lam yazil Maula.


Want to print your doc?
This is not the way.
Try clicking the ⋯ next to your doc name or using a keyboard shortcut (
CtrlP
) instead.